Skip to main content

Tajdar-e-Haram Lyrics - Atif Aslam

Tajdar-e-Haram - Atif Aslam Lyrics


Singer   Atif Aslam

                   


Kismat mein meri chain se jeena likhde
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye
Aye kaatib-e-taqdeer, madina likhde



Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram



Koi apna nahi gham ke maaray hain hum
Aapke darr pe faryaad laaye hain hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke marjayenge
Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram



Kya tumse kahoon aye Arab ke kunwar
Tum jaanat ho mann ki battiyaan
Darr furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na katath hai ab rattiyaan
Turi preet mein sudbud sab bisri
Kab tak ye rahegi beqabri
Daah-e-ka pigan duzdi da nazar



Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan
Aapke darr se na koi khaali gaya
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
Ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
Taj dare haram Taj dare haram



Maikashon aao aao madine chalen
Aao madine chalen, chalo madine chalen
Aao madine chalen, Isi mahine chalen
Aao madine chalen, Haj ke mahine chalen



Tajalliyon ki ajab hai fazaa madine mein
Nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein
Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa madine mein
Namaz-e-ishq karenge adaa madine mein
Barah-e-raas hai raahe-e-khuda madine mein



Aao madine chalen, chalo madine chalen
Aao madine chalen, Isi mahine chalen
Maikashon aao aao madine chalen
Dast-e-saaqiy-e-kausar se peene chalen



Yaad rakho agar, uthgayi ek nazar
Jitne khaali hai sabb jaam bharjayenge
Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram



Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr
Sakht mushkil hai aaqa kidhar jayen hum
Ap hi na garr na lenge, hamari khabar
Hum musibat ke maaray kidhar jayenge
Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram



Ya mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lana
Dast-e-hama, bechara ra
Daama tuhi, pursa tuhi
Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursa tuhi, pursa tuhi
Aye mushtub-e-zambar fishaan
Paike naseem-e-sub haram



Aye charagar insanafas
Aye musliheh beemar-e-gham
Aye qaasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam
Ibnil tayari has saba
Yauman ila-ar-dil-haram



Ballib salami roza tann
Fi-han nabi-al-mohtaram
Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam



Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
Aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram


Comments

Popular posts from this blog

Main Rahoon Ya Na Rahoon lyrics

Main Rahoon Ya Na Rahoon - Armaan Malik Lyrics Singer Armaan Malik Music Amaal Malik Song Writer     Rashmi Virag Main Rahoon Ya Na Rahoon Tum Mujh Mein Kahin Baaki Rehna Mujhe Neend Aaye Jo Aakhiri Tum Khwabon Mein Aate Rehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Main Rahoon Ya Na Rahoon Tum Mujh Mein Kahin Baaki Rehna Kisi Roz Baarish Jo aaye Samajh Lena Boondon Mein Main Hoon Subah Dhoop Tumko Sataaye Samajh Lena Kirno Mein Main Hoon (×2) Kuch Kahun Ya Na Kahun Tum Mujhko Sada Sunte Rehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Bas Itna Hai Tumse Kehna Hazaar Baar Socha Keh Doon Ki Friend Nahi Meri Girlfriend Hai Tu Par Sapne Toot Jaane Ka Darr Kabhi Dil Se Gya Hi Nhi Hawaaon Mein Lipta Hua Main Guzar Jaaunga Tumko Chhu Ke Agar Mann Ho To Rok Lena Thehar Jaaunga In Labon Pe (×2) Main Dikhu Ya Na Dikhu Tum Mujhko Mehsoos Karna B

Bolna song lyrics - Arijit Singh & Asees Kaur

Bolna - Arijit Singh and Asees Kaur Lyrics Singer Arijit Singh & Asees Kaur                   Chuteya na choote mohse Rang tera dholna Ek tere baajon dooja Mera koi mol na Bolna mahi bol na Bolna mahi bol na Tere sang hansna main Tere sang rona Tujh mein hi rehna main Tujh mein hi khona Dil mein chhupa ke tujhe Dil nahiyo kholna Marke bhi mahi tohse, muh na modna Bolna mahi bolna Bolna mahi bolna Chuteya na choote mohse Rang tera dholna Ek tere baajon dooja Mera koi mol na Bolna mahi bol na, bolna Bolna mahi bol na, mahi bol na